AOA,
Mujhe sugar ka maraz lahaq hai. meri umer ais waqt 32 hai. aur mujhe sugar hoe 4 saal ho gaye hain.
kia Badaam khanay se sugar ka maraz bilqul theek ho jaye ga.
Badaam kis waqt khana hai. Nehar moo khana hai ya kisi bhi time kha saktay hain. aur kitne badaam khanay hain. chilkoon ke saat khanay hain ya beghair chilkoon ke khaney hain. aur kitne dino tak khane hain.
meherbani karke mujhe detail main jawab de dein.
Shukriya
AOA
nihar moo 7 ya 11 daanay badam ke .. raat ko bhigo dein … subah chilhkha utar kar kha lein …
InshaAllah Shifa ho gi..
Yaad rakhein sugar ka marz khatam nahin ho sakta , albata us ko control mein rakh kar life mein improvement lai ja sakti hay.Allah will help InshAALLAH
from where we can purchase this badam
ASA
is nuskhe se diabetes hazrat kafi istafada hasil kr sakte hain.
Thank u